AMWAY ne to 3 saal case lada hai aur dekhiye



Speakasia Online PTE. LTD.
Speakasians!

Jaisa ki hum sab log jante hai ki jo meditation meeting hai wo close door meetings hai… means uske updates hume nahi mil skte… Rahi baat speakasia ki…. To agar usko bhagna hota to kabke bhaag jati…. Coz uski owner haren kaur ji hai jo india ki citizen nahi hai…. so unpe koi case nahi ho skta aur baaki bando ke pas bhi itna paisa hai ki wo aaram se foreign country me rehte aur koi kuch nai kar pata…. But aisa nahi hai wo sab abhi tak lad rahe hai…. Aur hamare india ko ki kanoon vyavastha ko aap achchi tarah jante hai… court cases me kitna tym lagta hai… us hisab se to yaha phir bhi kaafi jaldi sab sahi ho raha hai… AMWAY ne to 3 saal case lada hai aur dekhiye pichle 12-15 saalo se aaj tak chal rahi hai… case jeetne ke baad ab tak koi uspe ungli tak nahi utha paya…. “GOOGLE IS YOUR BEST FRIEND” zara uska use karke apni knowledge badhae…. Rahi baat speakasia ki to maine aaj tak aisa nahi suna ki agar koi company bhagne wali ho to wo court me case register kare, best lawyers hire kare, cases me itna paisa apna kharch kare, Uske baad 50 crore secuity jama kare… kaun si bhagne wali company aisa karti hai.. please tell me…

Aap sabki jankari ke liye ek baat aur batana chahunga ki speakasia india me apna business kyu nahi band karegi:
1. As we all know ki singapore me ek insan ke comparison me 8 cows aapko dekhne ko milengi! To aap guess kar skte hai ki waha ki population kya hogi.. Plus singapre is a developed country.. And india is a developing country having 2nd world largest population with alot
of unemployed and middle class people….

2. India ke andar Speakasia ko jitne members mil skte hai wo all over the world kahi nahi milenge….. And SAOL knows that thing… Isme unka bhi profit hai aur hum sabka bhi…..
3. Ab baat aati hai ki speakasia paisa kaha se laati hai jo 11000 ke badle 52000 degi…. Kabhi socha hai aap bank me deposit karte hai to wo aapko intrest kaise deta hai?? zahir hai unke lockers magical to hai nahi jo aapka paisa rakhne pe double ho jae… Wo aapke deposit money se apna business karte hai jisse wo uska 500% kamate hai yearly aur aapko dete hai 8-12%. Zahir hai speakaisa ke bhi business honge… wo kya hai kya nahi humse koi matlab nahi… Coz bank me bhi paise deposit karte samay aap ye kabhi nai sochte… Jab tak ye sab shuru nahi hua tha kya ek bhi din aisa gaya ki speakasia se kisi bhi panelist ko paise na mile ho… Mujhe to nai lagta…… Think about it…
4. Ab baat rahi ki sab news wale speakasia ko farziwada kyu keh rahe hai…. jaisa ki aap sab jante hai media wale sabse bade kutte hai… jaha badi haddi mili waha dum hilate pahuch gaye… Jab speakasia paise de raha tha to daily adds… But N-Mart aur uske owner se to ham sab wakif honge… umeed hai mujhe kuch samjhane ki zarurat nahi….. Media aur EOW ke upar political pressure hai… Just isliye ki speakasia chal gayi to N-Mart ko koi dekhne bhi nai jaega…..
5. Last thing ki agar aap kisi cheez se jude hai to uske hallat dekhte hue bharosa aur patience bhi rakhna seekhe…. Speakasia is a family…
Aur itihaas gavah hai ki agar family/apno me apas me foot padti hai to uska sabse pehle aur sabse zyada bahar wale faeda uthate hai…

Baaki aap sabki marzi… Aap sab khud samajhdar hai….. Umeed hai samjhe honge meri baat ko….
So Keep Faith and Trust Your Company!!

Speak Asia Zindabad…..!
Downline Ke Saath Share karo……………
S P E A K A S I A R O C K S

Comments

Popular posts from this blog

Writ 1127 Full update

New Format Cheques to be valid from 31.12.2012

THINK TO BE POSITIVE WP/1127 DISPOSED